Pyar Manga Hai Lyrics – Armaan Malik | Ali Fazal & Zareen Khan

Pyar Manga Hai Lyrics – Armaan Malik | Ali Fazal & Zareen Khan
Pyar Manga Hai Lyrics – Armaan Malik | Ali Fazal & Zareen Khan


Pyar Manga Hai Lyrics


Pyaar manga hai tumhi se
Mujhe pyaar karo
Aaj abhi zidd maano meri
Na intezaar karo

Main bhi dil ki sun raha hoon
Tum bhi dil ki suno
Pyar manga hai tum hi se
Mujhe pyaar karo

Tujhe paane ka junoon is qadar hai
Tere khwabon se bhari ye nazar hai
Zara dheere se mere paas aao
Tumhe kitna pyaar hai yeh bataao

Pucho naa, bas dil de do
Mujhe pyaar karo..
Pyaar manga hai tumhi se
Na inkaar karo
Aaj abhi zidd maano meri
Na intezar karo

Tu hai neele aasmaan ka musaafir
Chala aaya taaron se meri khatir
Teri baahon mein ajab sa ik sukoon hai
Mujhe jaana ab kahin aur kyun hai

Tum meri bas meri ho
Mujhe pyaar karo
Pyaar manga hai tumhi se
Mujhe pyaar karo
Aaj abhi zidd maano meri
Na intezaar karo

Mujhe pyar karo
Na intezaar karo
Mujhe pyar karo
Na inkaar karo
Mujhe pyar karo
Na intezaar karo

Mujhe pyar karo
Na intezaar karo…

--------------------------------------------------
Singer: Armaan Malik, Neeti Mohan
Music recreated by: Abhijit Vaghani
New Lyrics: Manoj Muntashir

Music Label: T-Series




Latest
Previous
Next Post »

1 comments:

Write comments